Friday, December 4, 2009

Jaane bhi do yaaro

Few days back I had one of the dialogues of "Jaane bhi do yaaro" in my gtalk status message.The movie is one of my all time favorite and this post is dedicated to it. It had one of the most memorable and funny dialogues ever seen in a movie. Some of the scenes are particularly hillarious. Most notably the mahabharat one, this one is so famous that people know all its dialogues by heart. The other one which I like is the conversation of ahuja with D'mello's dead body. The phone conversation between satish kaushik and naseeruddin shah is extremely hillarious too. This is small list of some of the really funny lines from the movie.


mujhe pata hai, aapki aankho mein kya hai...ek model banne ka sapna
Thoda Khao thoda feko mazaa aata hai
good morning sir, good morning ashok.
humari baatein to nahi suni tumne? hain? behre ho? haan.
Kisi desh ki unnati ki pehchan agar kisi cheez se hoti hai toh woh hai gutter. Woh gutter ke liye jiye. Aur gutter ke liye mare. Marte hue unke aakhri shabd the, gutter
Commissioner D'Mello ki yaad main ek din ke liye sheher ke saare gatar band kiye jaayenge, isliye meri aap logo se prarthana hai ki aap log peene ka paani pahle se bhar lein
oye! oye tera puncture hai.
ye sports car hai , ismein austin ka pahiya kaise fit ho sakta hai.
abe shaant! gadadhaarii bhiim! shaant!
draupadi jaisi sati nari ko dekhkar, maine cheer haran ka idea drop kar diya hai!
oye chup oye, arjun singh!
dhanush tod diya, tees rupaye ka nuksaan kar diya, main nahi karta naatak waatak, bhaad mein jao tum sab.
this is too much. ye akbar kahaan se aa tapkaa!